Sunday, October 14, 2007

ग़ज़ल

दिल खफा है, रुसवा है , बड़ा मायूस है
मुस्कुराहने का एक बहाना मिल जाये तोह के ही अच्छा हो

उनके गले लग के कामिल हो जाये
वहीँ मौत आजाये तोह क्या ही अच्छा हो

सरे जहाँ के लिए दुवायें मंग्तें हैं वोह
हमारे लिए कभी हाथ उठाएं तोह क्या अच्छा हो

फरोग- ए - दौरान ने किया आलम कोताह
उसका दरीचा कुछ करीब आये तोह क्या अच्छा हो

- ताब
--------------------------------------

Taghiyur, Taghiyur keh raha tha koi
Kasal si hastee pe roh raha tha koi
Aman-E-Alam chah raha tha koi
rahat mansoobon se maang raha tha koi

Jazbaton ki garmee jaga raha tha koi
Badee ko neki bana raha tha koi
Haavi dunya se be-khauf hokar
Begarz muqabla kar raha tha koi

Tanhaa, zaleel, majrooh ho raha tha koi
haasil-o-qaamil ho raha tha koi
Khud ki ravanee mein baaltee hai duniya
roz-ba-roz 'taab'inda hota hai koi

- Taab
----------------------------

Aye mere Khuda, aye farakh dil
Kyun insaan ko banaya itna tang dil
Shiddat se tere bande hai tere aabid
kyun tere hi duje naam ke hai kaatil?

Raaz-E-Qaynaat ka banaya tune akiil
chippa rakha kyon, tune raaz-e-dil
Tere naam pe aasaan hai banna kaatil
Tere hi marte payam ko bachana kyon hai mushkil

-Taab
----------------------------------------------

3 comments:

Senty said...

Sajeet
You have talent maan. Simply awesome poetry in this ghazal. Please never stop writing.

- Senty

Sajeet said...

आप ही ने लिखवाया है जुज-ब-जुज़
कदरदानो कि महफिल मे है ताब मक्रूज़

Anonymous said...

this ghazal is really good